Khuda hum ko aisi khudai na day Khata war samjhay gi duniya tujhay Hanso aaj itna keh is shor main Ghulami ko barkat samjhnay lagay Abhi to badan main laho hai bohat Khuda aisay ehsaas ka naam hai
Keh apnay siwa kuch dikhai na day
Ab itni ziyada safai na day
Sada siskiyon ki sunai na day
Aseeron ko aisi rehai na day
Kalam cheen lay roshnai na day
Rahay samnay aur dikhai na day
Dr. Basheer Badar
